Medical Store Management System Part 6 ( Hindi / Urdu ) C# VS



Medical Store Management System Part 6 ( Hindi / Urdu ) Csharp Visual Studio 2012 Free Source Code
Namaskar Dosto ,
Dosto is Video me . Mene AApko Medical Store Management Software kese banate he C# Visual Studio 2012 Uske Bareme Samjaya He. Me Ek Ek Topics ke Bareme AApko Samjata Rahunga .
Me Aap Sabhi ka Khub Khub Swagat Karta hu Mere Channel me Jiska Nam He " AMIN SATI "
Iss Video me mene AApko Bataya he ke Kese Hum Ek Class File ka Use Karke Item_Master Form Create Karenge Usme Likhi Hui Method ko use Karenge.
Taki Hume Code Kam Likhna Pade. Uske bare me Step by Step Samjaya he. Vo bhi Bahot Easily AAp Samaj Sakenge Kyunki Mene Hindi me Pura Video Banaya he. Ye Hamara Medical Store Maangement System ka 5 Va Video He .
Dosto Agar AApko meri Ye Video Usefule Lage to Please Like and Share Jarur kijiyega me AAp Sabhi ke Liye Esehi Video Banata Rahunga
Next video me...... Me AApko Bataunga Class File Ka Use Karke Hum Stock Master Create Karenge. To Bane Rahiye Mere Sath Or Dekhte Rahi. Dosto Channel ko Subscribe Karna Na Bhule...
Thank You for Watching my Video.

Post a Comment

0 Comments